Thandi Hawa

Ritviz

    Continúa después del anuncio

    Thandi hawa thi jo aayi sambhalo humko
    Kabhi na jaaye sehlaye sambhalo humko
    Sabhi se aage jaaye
    Hum hi hai unke pyare
    Sabhi se aage jaaye, Thandi hawa

    Hum hi to hai tumhare khaas
    Tabhi to hai tumhare paas
    Na chhodo kabhi hamara saath
    Kabhi na kabhi to navraah

    Thandi hawa

    Sardi jab aayi kapkapayi, sambhalo humko
    Zameen par laake humein gavayi, sambhalo humko
    Sabhi se payaar chaahein
    Tumhi se sabki raahein
    Sabhi se payaar chaahe, Thandi hawa

    Continúa después del anuncio

    Hum hi to hai tumhare khaas
    Tabhi to hai tumhare paas
    Na chhodo kabhi hamara saath
    Kabhi na kabhi to navaraah

    Thandi hawa

    Mann halchal ho jaaye
    Ghabraaye aaye aaye na
    Sabar ab jab kho jaaye
    Ghabraaye aaye aaye na

    Hum hi barbaad hai
    Hum hi hain varadaan
    Hum hi barbaad hai
    Hum hi hain varadaan

    Mann halchal ho jaaye
    Ghabraaye aaye aaye na
    Sabar ab jab kho jaaye
    Ghabraaye aaye aaye na

    Hum hi barbaad hai
    Hum hi hain varadaan
    Hum hi barbaad hai
    Hum hi hain varadaan

    Thandi hawa

    Información de la canción

    Composición: Ritviz Srivastava

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión