Bolliyan

Sajjad Ali

    Continúa después del anuncio

    Takrar nahi kartha
    Takrar nahi kartha
    Jab koi pyar kara

    Inkar nahi kartha
    jab koi pyar kara
    inkar nahi karthayy

    Dariyahon kay daray hain
    Dariyahon kay daray hain
    Mano ya na mano

    Dil se tumhare hai
    mano ya na mano
    dil se tumhare hai

    Continúa después del anuncio

    Us des main jana hai
    Us des main jana hai

    Tum ko akalay main kahi yeh geet sunnana hai
    Tum ko akalay main kahi yeh geet sunnana hai

    Jazbat nahi rakti
    Jazbat nahi rakti
    Roze lagana valyan kabi pyar nahi karthi
    Roze lagana valyan kabi pyar nahi karthi

    Mausam pay nazar rakna
    Mausam pay nazar rakna
    Barish may tanha bheegkar
    aanchal ki khabar rakna
    Barish may tanha bheegkar
    aanchal ki khabar rakna

    Inkar nahi karna
    Inkar nahi karna
    meri yeh adoori nishani
    barbad nahi karna
    meri yeh adoori nishani
    barbad nahi karna

    Takrar nahi kartha
    Takrar nahi kartha
    jab koi pyar kara
    Inkar nahi kartha
    jab koi pyar kara
    inkar nahi kartha

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión