Album Intro

Sajjad Ali

    Continues after the ad

    Apnay is aathwain pop album cindrella main,
    Shukrya ada karna tha is baar;

    Sab se pehle to us "parwardigar "ka,
    Hamesha jis nay mere liyay mujhse kahin zyada behtar sochha,

    Phir apni family ka,jinhon nay meree jeet kay raaste main,
    Apna bauhat kuch haar dya,

    Continues after the ad

    Apnay seniors ka ,jin ko sun sun ke,
    Main ne sur bolna seekhay,

    Aur aaisay buhat saaray logon ka,
    Jo har hisaab say mujhsay kahin zyada behtar hain
    Lekin dunya abhi tak unko nahi jaantee

    Aur kuch aisee yadon ka,jinhe,
    Hamesha kay liyay bhula to chhuks hoon,lekin
    Mita nahin saka

    Song details

    Composition:

    Did you see an error?

    Enviar revisão