Woh Aake Bathe They Pal

Sajjad Ali

    Continues after the ad

    Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai

    Ye ziyadati hai sarasar kay raat jati hai

    Abhi to khul kay koyee baat bhi naa ho payi

    Hai unn kay lab pay barabar kay raat jati hai
    Hai unn kay lab pay barabar kay raat jati hai

    Continues after the ad

    Woh aaj shab merey mehmaan huey hain aaj koyee

    Ye raat rok dey barh kar kay raat jati hai

    Usey bhi itni pilado kay raat jaa na sakey

    Hamari bazam sey uth kar kay raat jati hai
    Hamari bazam sey uth kar kay raat jati hai

    Ye ziyadati hai sarasar kay raat jati hai

    Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai

    Song details

    Composition:

    Did you see an error?

    Enviar revisão