Woh Ladki Hai Kahan

Shaan

  • A
  • C
  • D
  • G
Continúa después del anuncio
Tono:
D Jise dhhoondta hoon main har kahin jo kabhi mili mujhe hai nahin
G G C D Mujhe jiske pyaar par ho yakeen woh ladki hai kahaan
D Jise sirf mujhse hi pyaar ho jo yeh kehne ko bhi tayyaar ho
C C A G Suno tum hi mere dildaar ho woh ladki hai kahaan
D Jo tumhaare khwaabon mein hai basi woh haseen moorti pyaar ki
G G C D Mile gi tumhe kabhi na kabhi zara dekho yahaan wahaan
D Chalo dhhoondte hain hum tum kahin woh pari woh hoor woh naazneen
C C A G Jise dekho toh kaho tum wohi arre yeh toh hai yahaan
Continúa después del anuncio
[Verse]
G C A D Jaane kyon khayaal aaya mujhe ke woh ladki kahin tum toh nahin
G C A D Tum mein hain woh saari khoobiyaan tha jinko dhhoondta main har kahin
D Tumhe dhoka lagta hai ho gaya mujhe hai samajh liya jaane kya
C C A G Na main hoon pari na main apsara karo tum na yeh ghumaan [Chorus]
D Jise dhhoondta hoon main har kahin jo kabhi mili mujhe hai nahin
G G C D Mujhe jiske pyaar par ho yakeen woh ladki hai kahaan [Verse]
G C A D Maan lo agar main yeh kahoon ke mere khwaabon mein tum hi to ho
G C A D Jaan lo mera armaan hai ke mere saath hi ab tum raho
D Mujhe tumne kya yeh samjha diya mere dil ko jaise dhadka diya
C C A G Mere tan-badan ko pighla diya woh sunaaye daastaan [Chorus]
D Jise dhhoondta hoon main har kahin jo kabhi mili mujhe hai nahin
G G C D Mujhe jiske pyaar par ho yakeen woh ladki hai kahaan
G D Woh ladki hai yahaan
Información de la canción

Composición:

¿Los datos están equivocados?

Enviar revisión