Zara Pyaar Kar Le Baabu

Shamshad Begum

    Continúa después del anuncio

    zara pyaar kar le baabu
    iqaraar karle baabu
    sun baat ek, dil de ke dekh
    mohe ek baar baabu
    zara pyaar ....

    ye rrut,ye rang,ye gaane
    tere liye hai deewaane
    chupke se dil mein aa ja
    phir dekh maza jeene ka
    kaali ghata ko, thandi hawa ko
    tera intezaar hai baabu

    Continúa después del anuncio

    zara pyaar kar le
    iqaraar kar le
    zara pyaar kar le baabu
    sun baat ek, dil de ke dekh
    mohe ek baar baabu
    zara pyaar..........

    aa ja gali mein palakon ki
    thandi hai chhaoon zulfon ki
    aa milke jagaaye jaadoo
    ho ne do nazar beqaaboo
    pad jaaye ghoom, yahi jhoom-jhoom
    kare mann pukaare baabu
    zara pyaar......

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión