Abhi Nahi Jana (feat. Udit Narayan)

Shreya Ghoshal

    Continúa después del anuncio

    abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
    abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
    dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
    dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana

    dil ka to kya hai, yeh to hai deewana
    dil ka to kya hai, yeh to hai deewana
    iski baaton mein mujhe nahi aana
    iski baaton mein mujhe nahi aana

    shaam ke rang khile hain
    mauke se hum bhi mile hain
    shaam ke rang khile hain
    mauke se hum bhi mile hain
    aur abhi honge shuru pyaar ke jo silsile hain
    pyaar ke jo silsile hain

    dil ko sambhaalo, maane to mana lo
    dil ko sambhaalo, maane to mana lo
    yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana
    yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana

    Continúa después del anuncio

    jadoo tera chalne laga hai
    dil mera pighalne laga hai
    jadoo tera chalne laga hai
    dil mera pighalne laga hai
    tujhse door jaane ko faisla badalne laga hai
    faisla badalne laga hai

    shukriya tera kaha jo maana mera
    shukriya tera kaha jo maana mera
    aaja ab aake baahon mein samaa na
    aaja ab aake baahon mein samaa na

    abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
    abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
    dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
    dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana

    haan, dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana

    dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión