Manwa Laage (feat. Arijit Singh)

Shreya Ghoshal

    Continúa después del anuncio

    manwa laage o manwa laage
    laage re sanware
    laage re sanware
    le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

    manwa laage o manwa laage
    laage re sanware
    laage re sanware
    le khela maine jiya ka, jiya ka, jiya ka
    hai daav re

    musaafir hoon main door ka
    deewana hoon main dhoop ka
    mujhe na bhaye na bhaye, na bhaye chaanv re

    manwa laage o manwa laage
    laage re sanware
    laage re sanware
    le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

    hey hey

    Continúa después del anuncio

    aisi kaisi boli tere naino ne boli
    jaane kyon main doli
    aisa lage teri ho li main, tu mera

    mm.. tune baat kholi kacche dhaago me piro li
    baaton ki rangoli se na khelun aise holi main
    naa tera

    o kisi ka toh hoga hi tu
    kyun na tujhe main hi jeetun
    khule khabon me jeete hain, jeete hain baawre

    mann ke dhaage, o mann ke dhaage
    dhaage pe saanwre
    dhaage pe saanwre
    hai likha mene tera hi, tera hi, tera hi to naam re

    ras bundiya nayan piya raas rache
    dil dhad dhad dhadke shor mache
    yun dekh sek sa lag jaaye
    main jal jaaun bas pyaar bache

    aise dore daale kaala jaadu naina kaale
    tere main hawaale hua seene se laga le
    aa main tera
    o dono dheeme dheeme jalein
    aaja dono aise milein
    zameen pe laage, na tere, na mere paanv re

    manva laage, manva laage
    laage re sanware
    laage re sanware
    le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

    rahoon main tere naino ki, naino ki
    naino ki hi chaanv re
    le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re
    rahoon main tere naino ki, naino ki
    naino ki hi chaanv re

    Información de la canción

    Composición: Irshad Kamil

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión