Na gilaaf, na lihaaf Na gilaaf, na lihaaf, thandee hava bhee khilaaf sasuree Na gilaaf, na lihaaf, thandee hava bhee khilaaf sasuree Itani sardi hai kisi ka lihaf leile Ja padosi ke chulhe se aag leile Ja padosi ke chulhe se aag leile Beedi jalai lai jigar se piya Jigar maan badee aag hai Beedi jalai lai jigar se piya Jigar maan badee aag hai Dhuaan na nikaree o lab se piya Dhuaan na nikaree o lab se piya Je duniya badee ulajhan hai Beedi jalai lai jigar se piya Jigar maan badi aag hai Na gilaaf, na lihaaf, thandee hava bhee khilaaf sasuree Na gilaaf, na lihaaf, thandee hava bhee khilaaf sasuree Itani sardi hai kisi ka lihaf leile Ja padosi ke chulhe se aag leile Ja padosi ke chulhe se aag leile Na kasoor, na fatoor Na kasoor, na fatoor Bina juram ke hujoor mar gaye, ho mar gayee Aise ek din dupaharee bulai liyo re Baandh ghungharu kacheri laagai liyo re Bulai liyo re, bulai liyo re Dupaharee Lagai liyo re, lagai liyo re Kachehari angethee chadhaahi le jigar se piya Jigar maan badee aag hai Beedi jalai lai jigar se piya Jigar maan badi aag hai Na toh chakkuon ki dhaar, na darati na kataar Na toh chakkuon ki dhaar, na darati na kataar Aisa kaate ke daat ka nisaan chod de Yeh kataai toh koi bhi kisaan chod de Aise jalim ka chod de makaan chod de re billo Jalim ka chod de makaan chod de re Aise jalim ka, o aise zalim ka Aise jalim ka chod de makaan chod de Na bulaya, na bataya Na bulaya, na bataya Hum mein neend se jagaya haai re Aisa chauke lihaaf mein naseeb aa gaya Woh elaichi khilai ke kareeb ah gaya Koyla jalai le jigar se piya Jigar maan aag hai Itni sardi hai kisi ka lihaf lei le O ja padosi, o ja padosi Ja, ja padosi O ja padosi ke chulhe se aag lai le