Humko Chhoone Paas Aaiye

Sunidhi Chauhan

    Continúa después del anuncio

    humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye - 2
    paas aakar kuchh dil ko behlaakar
    ho kuchh baaten armaan hai
    gam sab de de aaisa hai
    hampe takaluff ho kuch silasila nikle
    aap agar paas aaiye
    doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle
    aap agar pass aaiye
    itni si bas mehfil ho
    aap iss dil mein shaamil ho
    humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye
    tham jaaye raat aadhi badh jaaye baat aadhi
    hampe takalluff ho kuchh silsila nikle
    aap agar paas aaiye
    doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle
    aap agar pass aaiye

    chhoo lene se hararat badhi
    kaise kahe tumhen ajanabi
    ho tum zindagi kab thi khabar
    kya tha yakeen banke lagan
    banke khushi
    bas jaaoge mujh mein kahi
    haa chhoo lene se hararat badhi
    kaise kahe tumhen ajanabi
    ho tum zindagi kab thi khabar
    kya tha yakeen banke lagan
    banke khushi
    bas jaaoge mujhmein kahi

    Continúa después del anuncio

    ek pal ko paas aakar kuchh dil ko behlaakar
    aaisa kuchh kar lete hain
    ghar tumko kar lete hain
    humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye
    o yeah yeah ...
    yeh chand lamhen bhi jald beet jaayenge
    raahen juda ho jaayegi
    ham saath ho na ho
    dil se duaan denge khushiyon bhari ho zindagi

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión