Cifra Club

Mungda Mungda

Udit Narayan and Lata Mangeshkar

Aún no tenemos el cifrado de esta canción.

Tu mungda, oh mungda, main gud ki dali
Mangta hai to aaja rasiya na hi to main le chali - 2
Tu mungda, oh mungda, main gud ki dali
Mangta hai to aaja rasiya na hi to main le chali
Oh le baiyyaan thaam gori gulaabi
Le baiyyaan thaam gori gulaabi
Daaru ki botal chhodo re anari sharaabi - 2
Oh sharaabi
Mungda, mungda, mungda, main gud ki dali
Zara mera nasha bhi chak le aaya jo meri gali
Aafat ki jaan dekhe so lut jaaye - 2
Tu jis mein naina taan haathon se pyaala satak jaaye - 2
Aa chitak jaa
Mungda, mungda, mungda, main gud ki dali
Kaisa mulga hai besharmila tujhse to mulgi bhali - 2
Tu mungda, oh mungda, main gud ki dali
Mangta hai to
Mangta hai to aaja rasiya na hi to main le chali - 2

Otros videos de esta canción

    Afinación de cifrado

    Afinador online

    OK