Reet Rasm Duniyaake Todke Ganesha, Aaya Jagme Dono Lok Se Ganesha

Udit Narayan and Lata Mangeshkar

    Continúa después del anuncio

    reet rasm duniyaake todke ganesha, aaya jagme dono lok se ganesha
    paarvati maa ka pyaara, janm liya mitti ki kok se
    khele kude apane jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
    nanha munna baal ganesh, ganesh - 2
    nanha munna baal ganesh, pyaara pyaara baal ganesh
    natkhat natkhat nanha munna baal ganesha hai - 2
    reet rasm duniyaake todke, aaya jagme dono lok se ganesha

    golmatol hai mithi boli gajdhar ganu ki surat bholi - 2
    uchhal kud har aur machaaye, lekar sang mitro ki toli
    khele kude apane jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
    nanha munna baal ganesh - 4
    you are the sun, the moon, the lights from heaven above
    you are the reason smile ????
    you bring love, fun and sanity in our lifes
    you are one and only ??? inside
    sund se daali daali hila de, phool paat mitti mein mila de - 2
    patjhad jab na mann ko bhaaye, sukhi daal pe phool khilaade
    khele kude apane jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
    bachho mein hai bachhon jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
    nanha munna baal ganesh - 4
    reet rasm duniyaake todke ganesha, aaya jagme dono lok se ganesha
    paarvati maa ka pyaara, janm liya mitti ki kok se
    khele kude apane jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
    nanha munna baal ganesh - 4
    natkhat natkhat nanha munna baal ganesha hai - 3

    Continúa después del anuncio

    Tell A Friend

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión