Khuda Haafiz

Vishal Dadlani

    Continúa después del anuncio

    Hum milenge phir kisi din
    Tab talak khuda haafiz

    Hum milenge phir kisi din
    Tab talak khuda haafiz
    Yeh judaiyan hain kuch din
    Tab talak khuda haafiz

    Pal yeh beet jaayega
    Pyar laut aayega
    Waqt ka behta yeh dariya
    Phir kinare layega

    Yaad rakhna mujhko mohsin
    Tab talak khuda haafiz
    Yeh judaiyan hain kuch din
    Tab talak khuda haafiz

    Continúa después del anuncio

    Khuda haafiz
    Khuda haafiz
    Khuda haafiz

    Tu meri yaadon ke ghar mein
    Har ghadi maujood hai

    Tu meri yaadon ke ghar mein
    Har ghadi maujood hai

    Mere zehan mein tujhse juda
    Har pal kahin mehfoos hai

    Pal yeh beet jaayega
    Dil se tu na jaayega
    Wakt bhi karle ye koshish
    Wakt haar jaayega

    Hum milenge phir kisi din
    Tab talak khuda haafiz
    Yeh judaiyan hain kuch din
    Tab talak khuda haafiz
    Khuda haafiz

    Khuda haafiz
    Khuda haafiz
    Khuda haafiz

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión