D A D Aisa dekha nahi khoob-surat koyi D A D Jism jaise ajanta ki moorat koyi D A D Jism jaise nigaahon pe jaadu koyi D Jism naghmah koyi A D Jism khush-bu koyi G D Jism jaise mehekti hui chandani G D Jism jaise machalti hui raagini A G D Jism jaise ke khilta hua ik chaman A G D Jism jaise ki sooraj ki pahli kiran D Jism tarsha hua dil-kash o dil-nashin A G Sandaleen sandaleen G A Marmareen marmareen [Chorus] D A D Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi D A D Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi D A G Afreen afreen Afreen afreen D A Tu bhi dekhe agar to kahe hamnasheen A G A Afreen afreen Afreen afreen D A D Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi [Verse 2] D A D Chehra ik phool ki tarha shaadaab hai D A D Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai D A D Chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal D A D Chehra jaise kali chehra jaise kanwal G D Chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi G D Chehra ik khaab bhi chehra taabeer bhi A G D Chehra koi alif lailawi daastaan A G D Chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumaan D Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi A G G A Maah-ru maah-ru mah-jabeen mah-jabeen [Chorus] D A D Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi D A D Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi D A G Afreen afreen Afreen afreen D A Tu bhi dekhe agar to kahe hamnasheen A G A Afreen afreen Afreen afreen D A D Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi D A D Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi