Cifra Club

Hairaani

Arijit Singh

Letra: Original
Sello Cifra Club: estos acordes fueron revisados para cumplir con los criterios oficiales de nuestro Equipo de Calidad.

kuch raaste
manzilon ko chhoo ke mud jaate hain
mmm kuch naate judte judte hi toot jaate hain

hairaani hoti hai
aankhen jo roti hai
hairaani hoti hai
aankhen jo roti hai

iss shehar mein humsafar hai chootha
dil jigar bhi khud se kyun hai rootha
mere pyaar ke mahal ka har ik kaanch tootaa
saccha tera khuda to kya pyaar mera jhootha

kyun mitate mit’te nahin hain yeh pal
kyun aaj mein qaid hai mera kal

hairaani hoti hai
aankhen jo roti hai
hairaani hoti hai
aankhen jo roti hai

tadpati hain teri baatein aur
yaadein teri rulaati hai
dil rote rote rukta hai
toh rooh bikhar si jaati hai

tadpati hain teri baatein aur
yaadein teri rulaati hai
dil rote rote rukta hai
toh rooh bikhar si jaati hai

ab kis se roothe aur kise hum ab manaye
bethe unn yaadon ko mann hi mann mein dohraaye

hairaani hoti hai
aankhen jo roti hai
hairaani hoti hai
aankhen jo roti hai
hairaani ooh

Otros videos de esta canción
    0 visualizaciones

    Afinación de los acordes

    Afinador en línea

    Ops (: Contenido disponible solo en portugués.
    OK