GmDGmBbGm
Betab dil ki, tamanna yahi hai -
GmCGm
Tumhe chahenge, tumhe pujenege, tumhe apna khuda, banaenge
GmDGmBbGm
Betab dil ki, tamanna yahi hai
[Verse 1]
G
Suune-suune khwabon mein, jab tak tum na aae the
DCDG
Khushiyan thi sab auro ki, gam bhi saare paraaye the
G
Apne se bhi chupai thi, dhadkan apne seene ki
DCDG
Hamko jeena padta tha, khwaish kab thi jeene ki
GCGmCGm
Ab jo aake tumne hamein jeena, sikha diya hai
Gm
Chalo duniya, nai, basaaenge
GmDGmBbGm
Betab dil ki, tamanna yahi hai
[Verse 2]
G
Bhigi-bhegi palko par, sapne itne sajaae hain
DCDG
Dil main jitna, andhera tha, utne ujale aae hai
G
Tum bhi hamko jagana na, bagon main jo so jaaen
DCDG
Jaise khushbu falon mein, tum mein yunhi kho jaye
GCGmCGm
Pal bhar isi janam mein, kabhi tute na saath apna
Gm
Tumhe aise, gale lagaenge
GmDGmBbGm
Betab dil ki, tamanna yahi hai
[Verse 3]
G
Vaade bhi hai kasmein bhi, beeta waqt, isharon ka
DCDG
Kaise-kaise armaan hai, mela jaise baharon ka
G
Saara gulshan de dala, kaliyan aur khilaao na
DCDG
Haste-haste rode ham, itna bhi toh hasaao na
GCGmCGm
Dil mein tumhi base ho, raha aanchal vo, bhar chuka hai
Gm
Kahaan itni khushi chupaenge
GmDGmBbGm
Betab dil ki, tamanna yahi hai
GmCGm
Tumhe chahenge, tumhe pujenege, tumhe apna khuda, banaenge
GmDGmBbGm
Betab dil ki, tamanna yahi hai